Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGumrah (1963)
HomeGumrah (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o ho ho o ho o ho o ho o ho ho ho o ho ho ho ho ho o ho ho o ho ye hawa ye hawa ye hawa ye fiza ye fiza ye fiza hai udaas jaise mera dil mera dil mera dil aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa ke ab to chandini bhi zard ho chali ho chali ho chali dhadkanon ki narm aanch sard ho chali ho chali ho chali dhal chali hai raat aake mil aake mil aake mil aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja raah mein bichhi hui hai meri har nazar har nazar har nazar main tadap raha hoon aur too hai bekhabar bekhabar bekhabar ruk rahi hai saans aake mil aake mil aake mil aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja o ho hoooo o ho ho o ho o ho o ho ho hooo o ho ho ho ho ho o ho ho o ho
o ho ho o ho ho o ho o ho o ho ho hooo o ho ho ho ho o ho ho ho ho o ho ho in hawaaon mein in fizaaon mein in hawaaon mein in fizaaon mein tujhko mera pyaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare ruk na paaon main khichti aaoon main ruk na paaon main khichti aaoon main dil ko jab dildaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare aa haa haa aa haa haa o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho aa haa haa aa haa haa tujhse rangat tujhse masti in jharnon mein in phoolon mein tujhse rangat tujhse masti in jharnon mein in phoolon mein tere dum se meri hasti jhoole chaahat ke jhoolon mein machali jaayen shokh umangein machali jaayen shokh umangein do baahon ka haar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare aa haa haa aa haa haa o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho aa haa haa aa haa haa dil mein tere dil ki dhadkan aankh mein teri aankh ka jaadoo dil mein tere dil ki dhadkan aankh mein teri aankh ka jaadoo lab par tere lab ke saaye saans mein teri saans ki
in hawaaon mein in fizaon mein in hawaaon mein in fizaon mein tujhko mera pyar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare ruk na paaon main khichti aaoon main ruk na paaon main khichti aaoon main dil ko jab dildaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho laut rahin hain meri sadaayein deewaron se sar takra ke laut rahin hain meri sadaayein deewaron se sar takra ke haath pakad kar chalne waale ho gaye rukhsat haath chhudake unko kuch bhi yaad nahin hai unko kuch bhi yaad nahin hai ab koi sau baar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho ilm nahin tha itni jaldi khatm fasane ho jaayenge ilm nahin tha itni jaldi khatm fasane ho jaayenge tum begaane ban jaaoge hum deewane ho jaayenge kal baahon ka haar mila tha kal baahon ka haar mila tha aaj ashkon ka haar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare
aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aap ke lab pe kabhi apna bhi naam aayaa tha shokh nazron se muhabbat ka salaam aaya tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha aap ko dekh ke wo ahde wafaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon kaa pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye rooh mein jal uthe bujhti huyi yaadon ke diye kaise diwaane the hum aap ko paane ke liye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye par jo maange se naa paayaa wo silaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aaj wo baat nahin phir bhi koi baat to hai mere hisse mein ye halki si mulaqaat to hai gair ka ho ke bhi ye husn mere saath to hai gair ka ho ke bhi ye husn
chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono na main tum se koi ummeed rakhoon dil navazi ki na tum meri taraf dekho galat andaaz nazron se na mere dil ki dhadkan ladkhadaye meri baaton mein na zaahir ho tumhari kashmkash ka raaz nazron se chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono tumhe bhi koi uljhan rokti hai pesh kadmi se mujhe bhi log kehte hain ki ye jalve paraaye hai mere humrah bhi rusvaeeyan hain mere maazi ki mere humrah bhi rusvaeeyan hain mere maazi ki tumhare saath bhi guzari huyi raton ke saaye hain chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono taaruff rog ho jaaye to uss ko bhoolna behtar taalluk bojh ban jaaye to uss ko todna achchhaa wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin use ik khoobsurat mod de kar chhodna achchha chalo ik baar phir se
ek thi ladki meri saheli saath pali aur saath hi kheli phoolon jaise gaal the uske resham jaise baal the uske hansti thi aur gaati thi vo sabke man ko bhati thi vo jhalardaar skirt pehan ke jab chalti thi vo ban than ke hum usko gudiyaa kehte the rangon ki pudiya kehte the saare school ki pyaari thi vo nanhi raajkumaari thi vo ek din usne bholepan se poochha ye paapa se jaa ke ab main khush rehti hoon jaise sada hi kya khush rahungi aise paapa bole meri bachchi baat bataun tujh ko sachchi kal ki baat naa koi jaane kehte hain ye sabhi sayaane ye mat socho kal kya hoga jo bhi hoga achchha hoga ye mat socho kal kya hoga jo bhi hoga achchha hoga bachpan beeta aayi jawaani ladki ban gayi roop ki raani college mein ithlaati phirti balkhaati lehraati phirti ek sundar chanchal ladke ne chhup chhup kar chupke chupke se ladki ki tasveer banayi aur ye keh kar usse dikhayi is par apna naam to likh do chhota sa paigaam to likh do ladki pehle to sharmai phir man hi man mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Bhi Ja Gumrah (1963) 03:23 13298
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 13298   

Aa Ja Aa Ja Re (Happy Version) Gumrah (1963) 05:50 20582
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Raag- 
Marwa
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:50   Song Number : 20582   

Aa Ja Aa Ja Re (Sad Version) Gumrah (1963) 03:16 13299
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Raag- 
Marwa
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 13299   

Aap Aaye To Gumrah (1963) 05:17 13300
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Sunil Dutt, Mala Sinha
Duration : 05:17   Song Number : 13300   

Chalo Ik Baar Gumrah (1963) 04:41 20266
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Duration : 04:41   Song Number : 20266   

Ek Thi Ladki Meri Gumrah (1963) 04:15 40130
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:15   Song Number : 40130